Ashu Writes

Ashu Writes

Two Lines Urdu Bewafa Shayari - Heart Broken Urdu Poetry 2025

0

 Har insan ki Zindagi ma bewafai hoi hoti ha wo is bat ko achy sy samjta ha k bewafai kia chez ha isi wajse log two lines Urdu bewafa shayari ko aksar party hain kiyn k in ma emotions hoty hain jo kay bewafa insan ki galtiyon ko yad karwaty hain

Insan aksar Tab bi Bewafa hota jb osy apna matlb pora karna hota ha ya kai dafa uski majbori ban jati ha os k pas option koi nhi rehta phir wo isi mauqa ki wajse bewafai kr deta ha

Ajkal k zamany ma log galti maaf kr dety hain magr bewafai ko maaf nahi karty kiyn bewafai ma insan dosri taraf chala jata ha dosri taraf sy mtlb yehi ha k wo apny mtlb jesy kay paison k chakar ma dosry insan ko chun leta ha is bat ka ehsas osy tb hota ha jb wo insan ik mauqa pr isy chor deta ha

2 Lines Urdu Bewafa Poetry With Photos

Insan k agy jab wafa ka name lia jata ha to wo aksar us sakhs ki yad ati hai jis ny os k sath bewafai ki thi osy dhoka dia tha yeh bat insan zindagi bhar nahi bhul skta kiyn k kaha jata ha galti maf ha lakin bewafai nahi.

Har Bewafa insan k peachy ik kahani hoti hai wo bewafai kis maqsad k liye krta ha kai bar uskay maqsad ko majbori ka name dia jata ha magr haqeqat yehi ha kay nibany waly to majbori nahi dekhty wo kisi b halat ma niba jaty hain.

Insan jb pyr ma pagal hota hai to wo boht umedein lagany lag parta ha aesi umeed lagata ha jiska pora hona shahid namumkin jesa ho jesa kay ik bewafa insan sy wafa chahna yeh boht hi muskil ha bewafai insan kabhi b ap k satb bewafai kr sakta ha.

yeh Two line Urdu Bewafa Poetry boht hi meaningful ha is ma kaha gya ha kay jb insan ko halat nazar any lagy k bewafai kr skta ha to kiyn na hm apis ma is sy pehly agreement kr lean, aesa agreement jis  sy hm log juda ho jaen aur kabbi ainda apis mein bat na kr saken, na hi ainda kabhi mil skaen.

Insan aksar apny dil aur pyar ki sunta ha, pyar sy mtlb wo sakhs jis sy wo mohabbat krta ha aur dono hi us k liye darona khuwab jesa tasawar kiye jaty hain wo us ki shahid behtari nhi dekhty, har koi ik jesa nahi hota magr yeh un k liye ha jo bewafa hoty hain.


Jab apka mehbob ap sy dhoka bazi krta ha to us ma yeh bat kehny ki himmat hojati ha, wo aksar yeh bat kr deta ha k zaroori to nahi har koi wafa wala boly agr ap bewafa bol rhy ho to koi bat nahi, hm apki nazron ma wafa waly banna b nahi chaty yeh bat insan k aksar dil ko lagti ha.


Waqt aesa ata ha kay achy achy wafadar insan b dhoka dy jaty hain isi wajse uper pic ma kaha gya ha Zindagi ma bas waqt hi aesi chez ha jo insan k halat ko badal kr lati hai aur wohi wafadar insan dhoka dy jata ha, Rab kisi ki Zindagi ma aesa waqt kabhi na laye.

Bewafa insna par yaqeen karna boht muskil ha Kiyn kay wo dhoka kisi b waqt dy kr bhag jata ha aur kabbi wapis nahi ata aur agr aye b to kafi arsa beet jata ha isi wajse kaha gya ha kay ay bewafa sakhs tera eitbar kon kry aur tera wait sari Zindagi kon kary.

Kisi Bewafa sakhs ki khatir yeh umeed kb tk insan rakhy, jo humein bhol chuka ha to hum ko b cheiye hm osy bhol jaen lakin aesa krna b asaan nahi ha uski yadein hm sy asy connect hoti hain kay unko alag karna boht muskil hojata ha aur wo hamesha hmry zehn ma rehta ha.


Jab insan wafa kry aur osy koi bewafa keh dy to aksar gussa ata ha aur wo sakhs yeh zaroor kehta ha k kash wo mil jaye uski ankhon ma ankhein dal kar pata to krun kay humein kesh bewafa bola us ny, aesa kia kar dia kay us ny humein yeh tak keh dia.

Kis kis ko 2 Linea Urdu Bewafai poetry pictures pasand i hain comemnt kay lazmi batye...Thanks For Reading 

Post a Comment

0 Comments

Thank you

Post a Comment (0)
3/related/default